Aarambh hai prachand

Lyrics of the song “Aaarambh Hai Prachand”

aaramabh hai prachand bole mastakon ke jhund
aaj jang ki ghadi, ke tum guhaar do

[aaramabh hai prachand bole mastakon ke jhund
aaj jang ki ghadi ki tum guhaar do

aan baan shaan ya ki jaan ka ho daan
aaj indra dhanush ke baan pe utar do] x 2

aaramabh hai prachand…

[man kare so pran de jo man kare so pran le
wahi to ek sarva shaktiman hai] x2

vishwa ki pukar hai ye
bhaagwat ka saar hai
ki yuddh hi to veer ka praman hai

kauravon ki bheed ho ya
pandavon ka need ho
jo lad saka hai wahi to mahaan hai

jeet ki havas nahin kisi pe koi vash nahin
kya zindagi hai thokaron pe mar do

maut ant hai nahin to maut se bhi kyun darein
ye jaake aasman mein dahaad do

aaramabh hai prachand bole mastakon ke jhund
aaj jang ki ghadi ki tum guhaar do

aan baan shaan ya ki jaan ka ho daan
aaj indra dhanush ke baan pe utar do

aaramabh hai prachand …

[ho daya ka bhav ya ki shaurya ka chunav
ya ki haar ka vo ghav tum ye soch lo] x 2
ya ki pure bhaal pe par jala rahe
vijay ka ye laal laal gulaal tum ye soch lo

rang kesari ho ya mridang kesari ho
ya ki kesari ho taal tum ye soch lo

jis kavi ki kalpana mein zindagi ho prem geet
us kavi ko aaj tum nakar do

bheegti nason mein aaj
phoolti ragon mein aaj
aag ki lapat ka tum bakhaar do

aaramabh hai prachand bole mastakon ke jhund
aaj jang ki ghadi, ke tum guhaar do

aan baan shaan ya ki jaan ka ho daan
aaj indra dhanush ke baan pe utar do

aaramabh hai prachand…] x 3

Please do point out any errors if you find them
On the day of Holi (that is today) was suggested by a friend of mine to listen to the music of the film Gulaal , havnt read or heard too much about the film just heard the name once or twice. So didnt have any idea on what to expect from the music of the movie and should say was taken aback by the music! Very different music, in this era where every lyricist is inserting english words into Hindi this one goes into the opposite direction with usage of pure Hindi words some of which are quite difficult to understand, but gotta say the music is pretty good!!

I expect the movie to be a dark one, going by some of the some of the songs which are dark(if i may use the word)! But the song which affected me most is “Aarambh” which seems like a war cry!! Three cheers to the lyricist who made me sit and write down the lyrics of a song. Loved doing it! 🙂 And ofcourse loved the song too… I would suggest people to give the album a try (if you havnt already done that).

Song of the Day:- Aarambh Hai Prachand from Gulaal

PS1:- Celebrated my last holi in IIIT… These days everything we do is the last in IIIT!! Last mid sems, last Felicity, last this, last that!! Days are really numbered for us now!! 😐
PS2:- Yearbook for the batch started!! Yayy!! Thanks Hobbit sir n Mux!!
PS3:- Just a thought,is Sehwag on drugs or something!! Its been ages since I saw him play with a strike rate below 150!! :O
PS4:- The roof of (under construction) new Main building has become our haunt these days, roz dnr ke bad its roof time!! 🙂

16 thoughts on “Aarambh hai prachand

  1. i m the aforementioned friend and i cudn’t resist taking credit.
    achha laga na … kuchh din hindi bhi suno yaar (nahi maine ram sena join nahi ki hai) bas achhe hindi gaane bahut hi zyada acchhe hote hain

  2. I figured out a few mistakes : like ek dhanush not indra dhanush & krishna ki pukaar hai not vishwa :

    aarambh hai prachand
    bole mastakon ke jhund
    aaj jang ki ghadi ki tum guhaar do
    aan baan shaan ya ki jaan ka ho daan
    aaj ik dhanush ke baan pe utaar do

    aarambh hai prachand
    bole mastakon ke jhund
    aaj jang ki ghadi ki tum guhaar do
    aan baan shaan yaa ki jaan kaa ho daan
    aaj ik dhanush ke baan pe utaar do
    aarambh hai prachand

    man kare so praan de
    jo man kare so praan le
    wahi to ek sarvshaktimaan hai
    man kare so praan de
    jo man kare so praan le
    wahi to ek sarvashaktimaan hai

    krishna ki pukaar hai
    ye bhagwat ka saar hai
    ki yudh hi to veer ka pramaan hai
    kaurvon ki bheed ho ya
    paandavon ka need ho
    jo lad saka hai wohi to mahaan hai

    jeet ki hawas nahi
    kisi pe koi vash nahi
    kya zindagi hai thokaron pe maar do
    maut ant hai nahi
    to maut se bhi kyun dare
    ye jaake aasmaan mein dahaad do

    aarambh hai prachand
    bole mastakon ke jhund
    aaj jang ki ghadi ki tum guhaar do
    aan baan shaan ya ki jaan ka ho daan
    aaj ik dhanush ke baan pe utaar do
    aarambh hai prachand

    ho daya ka bhaav
    ya ki shaurya ka chunav
    ya ki haar ka wo ghaav
    tum ye soch lo
    ho daya ka bhaav
    ya ki shaurya ka chunav
    ya ki haar ka wo ghaav
    tum ye soch lo

    ya ki poore bhaal par
    jala rahe vijay ka
    laal laal ye gulaal
    tum ye soch lo

    rang kesari ho ya
    mridang kesari ho ya
    ki kesari ho taal
    tum ye soch lo

    jis kavi ki kalpana mein
    zindagi ho prem geet
    us kavi ko aaj tum nakaar do
    bheegati nason mein aaj
    phoolati ragon mein aaj
    aag ki lapat ka tum baghaar do

    aarambh hai prachand
    bole mastakon ke jhund
    aaj jang ki ghadi ki tum guhaar do
    aan baan shaan ya ki jaan ka ho daan
    aaj ik dhanush ke baan pe utaar do
    aarambh hai prachand
    aarambh hai prachand
    aarambh hai prachand

  3. jis kavi ki kalpana mein zindagi ho prem geet
    us kavi ko aaj tum nakar do

    what is the meaning of nakar( weel hindi is not my first language but i’m really fascinated by the lyrics)

    1. Nakaar is what you would say.. ” saying no to something”/ rejecting. The correct english word is slipping my mind, but i guess you get the point..

Leave a comment